Hai Ye Kaisa Tofaan Zindaghi Ka
hai ye kaisa tofaan zindaghi ka
jal gai sab ujala tha ye kis raoshni
cheen ke le gaya jo sari khoshiyan
eak faisla tha bas aadmi ka
maanghti thi kiya ye meri ankhein
de gaya jo mujhe aehsaas meri kami ka
kitna sona tha ye lamha lamha
dar raha tha waqt bebasi ka
thaam k aasma rakh gaye jo khali daman
tha maza es main aoron ki khoshi ka
kaisa aansu tha jo choop choop k roya
aa gaya koi tu dar gaya dard nami ka
kal ka suraj koi mujhe bhi dikha do
waqt thaer gaya hai meri zindaghi ka
hai ye kaisa tofaan zindaghi ka
jal gai sab ujala tha ye kis raoshni
cheen ke le gaya jo sari khoshiyan
eak faisla tha bas aadmi ka
maanghti thi kiya ye meri ankhein
de gaya jo mujhe aehsaas meri kami ka
kitna sona tha ye lamha lamha
dar raha tha waqt bebasi ka
thaam k aasma rakh gaye jo khali daman
tha maza es main aoron ki khoshi ka
kaisa aansu tha jo choop choop k roya
aa gaya koi tu dar gaya dard nami ka
kal ka suraj koi mujhe bhi dikha do
waqt thaer gaya hai meri zindaghi ka